Aashiqana episode 25
Aashiqana Written Update Episode 25 |Aashiqana Season 2 07 November 2022
Chikki ki muh dikhai ki rasam mai sab log dance karte hai ,lekin yash dadi ki baton ko soch ke tension mai hota hai ki dadi kehti hai ki hum chikki ko policewali nahi banne denge.
Yash chikki se kehta hai ki tumne mujhse jhuth bola mai janta hun ki tum mausi ke pass nahigayi thi .chikki yash ko shadi ke liye propose karti hai aur puchti hai ki “will you marry me”
Yash chikki ko shadi ke liye mana kar deta hai ki hum dono ache husband wife nahi ban sakte.
Chikki aur raj dono bahut rote hai ,raj yash se puchta hai ki kya hua aur phir chikki ke pass jata hai .chikki raj se puchti hai ki mai anti hun yash mujhse bahut pyar karta hai lekin wo mujhse shadi kyun nahi karna chhata.
Bad mai dadi chikki ki muh dikhai ki rasam karti hai .sab khush hote hai lekin chikki aur yash tension mai hote hai.
Dusri taraf nakli minister ko pata chal jata hai ki asli minister ko basement mai medical treatment de ke rakha hai.
Nakli minister, asli minister ki wife se aur jyada paiso ki demnd karta hai ki ab mujhe pata chala ki tum logo ne mere chehre ki plastic surgery kyun karayi.
Yash ,Sachin aur rajkumar se alert rehne ke liye kehta hai …………….?